BAhut YAAD AAte HO
Jaan.. pucho ye mujhse ki kab yaad aate ho.. Jab jab saansein chalti hain bahut yaad aate ho.. Neend mein palkein hoti hain jab bhi bhari.. Banke khwaab baar baar nazar aate ho.. Mehfil mein shaamil hote hain hum jab bhi.. Bhird ki tanhaiyon mein har baar yaad aate ho.. Jab bhi sochata tumhare sath gujre lamho ko.. Zindagi ban k saason mein samaa jaate ho.. Suraj ki roshni, chand ki chandni.. Aasmaan ko dekhta hoon main jab jab.. Tumhari kasam bahut bahut yaad aate ho… Bahut yaad aate ho ....