Ajeeb taluq hai mera usky sath .. Nain dikha kr tarpa daiti hai mujhe Haya aisi KY milati nahi nazrain Mila lay toh ashiq bana laiti hai apna Jab sy mili hai nazrain ussy Sakoon ek ghari ka nahi Hogaya hai ussay ishq usky bahair guzara nahi Usko daikha baghir waqt guzarta nahi Reh ni sakta uskay bina Usko batadain ye koi KY har qadam pr cahta hu uska sath Ajeeb taluq hai mera usky sath